Thursday, April 11, 2019

Yhe baat alag hai tere bin rahe jee sakta

   

Yhe baat alag hai
Main Tere bin jee nahi sakta
Ho kar juda main tumse
Jinda rahe nahi sakta
Tu meri jaan hai
Tu hi meri Jahaan hai
Chahe kuch bhie ho
Tu mera khuda kabhi ban nahi sakta

E-chand tujhse ek friyaad hai meri
Mere Yaar se tu jaakar Yhe kahena
Tera deewana hai jo tujhe yaad karta hai
Naam tera lekar tujhe friyaad karta hai
Bas Itna haal tu use bata dena
Mera dard jaakar tu use suna dena, 

No comments:

Post a Comment